kyun k un ko pata hai k agar imran bhia karachi puhanch gaye tou wahan k students bhi un k dewanay hooo jayain gay aur un kee tehreek mein hissa lainay lagay gay yeho tou wooo nahi chahtay
balkay woo ye chahtay hain k wahan k lyari k aur maleer k young boys hathoon mein kitaboon aur pen kee bajaye haat mein MQM ka jhanda aur dusray hath mei gun uthay houn
i hate MQM not their members coz woo bhi hamari tarha insaan hee hain aur un ko bhi sudharnay kaa haq hai jo imra bhi wahan ja kar karna chahtay hain lekin mr altaf ko yee bat tou pasand nahi hai
|